Anjaana shahar hain,
Mausam mein ek lehar hain!
Nayi ek khushboo hain hawa mein,
Chup jaaon ki is mein hi gul jaaon!
Khula yeh naya aasmaan hain,
Usme Panchi awaara hain!
Udt chalu kya unke sang gagan mein?
Yaa chaand taarein dekhu, letein zameen pe??!!
Barf hain bhari maidaan mein,
Yaadein hain khaid hokar dil mein!
Roshni jab jab padey is par,
geela kardde raaston ko.... In aankhon ko!!
Anjaana shahar hain...
Mausam mein ek lehar hain!
Mausam mein ek lehar hain!
Nayi ek khushboo hain hawa mein,
Chup jaaon ki is mein hi gul jaaon!
Khula yeh naya aasmaan hain,
Usme Panchi awaara hain!
Udt chalu kya unke sang gagan mein?
Yaa chaand taarein dekhu, letein zameen pe??!!
Barf hain bhari maidaan mein,
Yaadein hain khaid hokar dil mein!
Roshni jab jab padey is par,
geela kardde raaston ko.... In aankhon ko!!
Anjaana shahar hain...
Mausam mein ek lehar hain!
1 comment:
anjane shahar me rah anjani hai, sochta hu main ki jau to jau kaha
Post a Comment